Prince on August 28th, 2008

Ab ke hum bichre to shaid kabhi khawaboon mein milein
Jis tara sookhe huwe bhool kitaboon mein milein
Dhoond oojre huwe logoon mein wafa ke moti
Yeh khazane tujhe mumkin hai kharaboon mein milein
Kham-e-Dunya mein Gham-e-yaraan bhi shamil ker lo
Nasha barhta hai sharbein jo sharaboon mein milein
Too khuda hai na mera Ishq farishtoon jaisa!!!
Donon insaan hein to kion [...]

Continue reading about Ab ke hum bichre to shaid kabhi khawaboon mein milein

Prince on August 27th, 2008

Aankh se door na ho dil se utar jai gaa
Waqt kaa kyaa hai guzarataa hai guzar jai gaa
Etanaa maanuus na ho Khilvat-e-Gam se apanii
Too kabhii Khud ko bhi dekhegaa to dar jai gaa
Tum sar-e-raah-e-Wafaa dekhate rah jaaoge
Aur wo baam-e-rafaaqat se utar jai gaa
Zindagi teri ataa hai to ye jaane Walaa
Teri baKhshiish teri dahaleez pe dhar [...]

Continue reading about Aankh se door na ho dil se utar jaaye gaa

Prince on August 27th, 2008

Ab ke tajdeed-e-wafa ka nahi imkaan janaan
Yaad kya tuje ko dilaein tera peman janaan
Younhi mosam ki ada dekh ke yaad aya hai
Kis kadar jald badal jaate hein insaan janaan
Zindagi teri aata thi so tere naam ki hai
Hum ne jaise bhi basar ki tera ehsaan janaan
Dil yeh kehta hai ke shaid ho fasurda too bhi
Dil ki [...]

Continue reading about Ab ke tajdeed-e-wafa ka nahi imkaan janaan

Prince on July 21st, 2008

Ranjish hi sahi dil hi dukhane ke liye aa
Aa phir se mujhe chor ke jaane ke liye aa
Pahale se maraasim na sahi phir bhi kabhi tou
Rasm-o-rah duniya hi nibhane ke liye aa
Kis kis ko batayenge judaai ka sabab ham
Too mujhse khafaa hai tou zamaane ke liye aa
Kuch tou mere pindaar-e-mohabbat ka bharam rakh
Too bhi to [...]

Continue reading about Ranjish hi sahi dil hi dukhane ke liye aa

Prince on July 19th, 2008

Suna hai log oos ko ankh bhar ker dekhtay hain
So ooskey shehar main kuch din thehr ker dekhtay hain
Suna hai Rabt hai oos ko kharab haloon se
So apne app ko barbaad ker ke dekhte hein
Suna hai dar ki gahak hai chashm-e-nazak oos ki
So hum bhi oos ki gali se guzar ke dekhte hein

Continue reading about Suna hai log oos ko ankh bhar ker dekhtay hain