Pyar to unhe bepanah aata hai, Lekin humpar jane kyon nahi aata hai.
Published by Prince on Tagged PoetryUnhe gar pyar karna na aata to,
Vo dusron se youn na jatate.
Hamara dil todkar hame,
Vo is kadar na rulate.
Pyar to unhe bepanah aata hai.
Lekin humpar jane kyon nahi aata hai.
Uski chahat me kurban ho jaun mein,
Uski ek hansi ke liyehar pal mar jaun mein.
Yaad to hum unhe aaj bhi hai yaaro,
Varna is gali se vo gujarana na jodte,
Mujhe is tarah tanhaeyon me na chodte.
Unhe gar pyar karna na aata to,
Vo dusron se youn na jatate.
Hamara dil todkar hame,
Vo is kadar na rulate.



Leave a Comment