Tum yaad aai

Published by Prince on Tagged Jokes, SMS

Jab sawen rut ki pawan chali tum yaad aai
Jab paatoon ki pzaib bahi tum yaad aai
Jab konjain boli ghass ke hare samander per
Rut aai peele pholoon ki, tum yaad aai
Din bahar to main dunya ke dhandoon mein khoi rahi
jab dewaroon se dhoop dhali, tum yaad aai



Leave a Comment